Ik Naya Khuwab Lyrics – Atif Aslam



Ik Naya Khuwab Lyrics – Atif Aslam 












Jhum ke chali
Mehki hawa suro ko odh ke
Aae jo yaha
Jaae na kabhi
ye raahe chhod ke

Dhoop nagar me
Sajne lagi hai
Mehki waadiyan

Barf tale hai
Ujle pahado ka
Dilkash sama



Rang saare saare saare
Aankjhon ki zameen pe hai khile
Sang taare taare taare
Sondhi sondhi raaho pe mile

Ik Naya Khuwab
Ik Naya Khuwab
Ik Naya Khuwab

Na kadam ruke
Aati rahe manzilo ki roshni
Daur ye haseen
Badhti rahe yuhi chandni

Leher leher se
Khel rahi hai
Mausamaaz ke

Nazar nazar ke
Saath mili hai
Lamhe thaam ke

Rang saare saare saare
Aankjhon ki zameen pe hai khile
Sang taare taare taare
Sondhi sondhi raaho pe mile

Ik Naya Khuwab
Ik Naya Khuwab
Ik Naya Khuwab…
Previous
Next Post »